Friday, May 25, 2012

Kal ho ya kal chal gya ho...

hamne kaha nhi suna hai erade ho majbut to kitni bhi ho muskile kitne bhi badhye ho sapne unnhe sach to hona hi hai aaaj nhi to kal sahi, kal se ye nhi ki kal kabhi ata nhi ...yaad rahe kal ho bhi jata hai aur chal abhi jata hai

jate jate kuch na kuch to de hi jata hai achha ho ya buraaa sahi ho ya galat kuch na kuch milta hi hai sikhane ko ane wale din ya chale jane wale din se ...
har din koshis karo jo mile jitna mile us se kuch aur jada ane wale din karo manjil to ak na ak din mil hi jaye gi...
waqt chahe jo lage uska to kaaam hai bhagna jaise kabhi waqt nhi rukaa waise tum mat rukoooo badho aur badhte chalo........

No comments:

Post a Comment

IPL...

IPL 5 me bhi dhoni ne bata diya ki me hi hu jo team India ho ya me kisi bhi team ka captain rahu har nhi manuga..suruwat achi na rahe to na...